
Fortell venner om denne varen:
Deh Hansti Pran Par / ??? ????? ????? ??
Rahul Shukla
Bestillingsvarer
Deh Hansti Pran Par / ??? ????? ????? ??
Rahul Shukla
Vishwa ka koi bhi vaigyanik siddhant un ullas aur anand palo ko nahi la sakta jo chand ke pratibimb ko shant jal me dekhkar hota hai ya phool ki pankhudiyon par pade oos kano se paravartit hoti surya ki prakash kirno ko dekhkar hota hai. Prastut krati me jeevan ki vibhinn paristhitiyon ka chitran ( prem aur viyog) prakrit ke sookshm vishleshan aivam vyanjano se kiya gaya hai.
""Prataha kaal bhanu ka muskana
Bhoo ke daman me chhitra deta roli
Fasalon par chayi oos kano se
Paravartit hoti hain kirne bholi
Lagta tab jaise karti prakrit
Hai swarn ka vyapar
Tan man hota prafullit
Dekhkar prakrit ka sansaar""
Media | Bøker Pocketbok (Bok med mykt omslag og limt rygg) |
Utgitt | 24. desember 2020 |
ISBN13 | 9781637810224 |
Utgivere | Repro Books Limited |
Antall sider | 124 |
Mål | 139 × 215 × 7 mm · 167 g |
Språk | Hindi |